Mohabbat ki tarakki

Waqt ke sath me dilbar bhi badal jata hai,
Aaj jata hai kal ek dusra a jata hai.

Aye mere dosto shishe ke khwab mat paalo,
zara si chot se tute hai bikhar jata hai.

Wo aise roti hai krti hai jo pehla breakup,
Jaise mele me koi bachcha bichad jata hai.

Nayi umang liye aata hai ek proposal,
Tab nasha pehli mohabbat ka utar jata hai.

Ajab tareeka hai “Arman” ishk karne ka,
Jo dil ke sath me number bhi diya jata hai.

Potry : Sayed Arman Saif

Salika mujhe aya hi nhi contact to Arman +917417202271

दिल चुरा के मेरा कहते थे चुराया ही नहीं,
उसने आँखों से कभी राज़ बताया ही नहीं,

तुझको गर अजनबी होना है तो हो जा हमसे,
ग़ैर होने का सलीक़ा मुझे आया ही नहीं ।।

Written by >Sayed Arman saif

Design a site like this with WordPress.com
Get started